Welcome to the Urdu Poetry Archive! Urdu poetry is like a vast ocean. Walking along its shores on the sands of time, I have gathered a few gems that I would like to share with you.
Thursday, October 25, 2012
Tere Khayaal Se – ترے خیال سے
Tere khayaal se aankhein milane wali hon
Mein seint seint ke rakhey huey lihaafon se
Usey, jo dhoop liye dil ke gaon mein utra
Kaho ke chaon meri khud sameit ley aa ker
Jahan pe aam ki guthli dabi thi bhoobal mein
Mein dar ke harey jungle ki neelgon raahein
Uss algani pe latak’tey laraztey qatron se
Labels:
Farzana Naina,
Ghazal,
urdu Poetry
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
https://farzana.wordpress.com/
ReplyDeleteYe sab mere blog se yahan copy kiya gaya hai aur wo bhi bagheir ijaazat.